Search This Blog

Monday, November 28, 2011

स्त्री संबंधी कोई तकलीफ़ हो तो

स्त्री संबंधी कोई तकलीफ़ हो तो रात को सवा लीटर पानी रख दो ... सुबह ज्यादा ठंडा हो तो थोड़ा गरम पानी मिला दो .... ७ तुलसी के पत्ते खा लो .... पानी पी लो .... फिर थोड़ा घूमो .... ७ दिन के अन्दर स्त्री संबंधी कई बीमारी भाग जाएगी ..... मासिक संबंध की कई तकलीफ़ ठीक हो जाएगी .... अधिक आना... देर से आना...पीड़ा से आना सब ठीक हो जायेगा .... कब्जियत भी ठीक हो जाएगी ।

Women related ailments :-

If troubled with any female related ailments, keep 1-15 liter water in a copper container overnight... If the water becomes too cold , then add a little warm water to it... Drink this water and have 7 Tulsi(Basil) leaves.... Go out and stroll for a while. Within 7 days, any female related ailments will disappear. Menstrual problems will get healed... be it excessive or ... irregular periods... pain during this period , all get easily treated by this practice. This also helps overcome constipation.

Listen Audio
- पूज्यबापूजी Ludhiana 23/11/2011

5 comments:

Unknown said...

aapne jankari aaduri di hai paani raat ke samay kis bartan me rakhna hai, tulsi ke paate dalkar rakhna hai ya subah se. pani khali pet pina hai kav v.
jankari puri bataye

Naveen Tirthani said...

bartan taambe ka ho to achha, aur paani subah khali pet hi lena hai.

tulsi ke patte subah paani se lena hai. raat me dubakar nahin kaha gaya hai.

Unknown said...

Dear Sir

Namskar

Mene aapki e mail id aapke blog se li hai. me kuch aapse home tips ke bare me janna chati hu. muje pet se judi hui kai

paresna hai. me 24 years ki shadi suda mahila hu. shadi ko 2 saal ho gai. mere height 5.3 hai wait 63 kg. mera daily ruteen is prakr

hai subah se 10-15 mint yoga karti hu saam ko 2-3 kilometar ghumna ho jaata hai. khane me subah se dudh cornfalx with aanar &

apple. dopar ko 3-4 roti or sabji. or raat me 4-5 roti sabji daal (sabi prakr ki). chawl week me 2 din.



Doctor ko dikhaya tha unhone kaha ki ki me PCOD Polycystic ovary syndrome (PCOS) bimari hai. harmons in balance hai.

1 subha se pet saaf nahi hota hai aache se. kabj rahti hai
2 pet me gas banti hai.
3 masik dharm niyamit nahi hai 2-3 mahine let ho jate hai..
4 perganenc me v problem aa rahe hai.
5 pet me dard bana rahta hai. pet bahut taited rahta hai.
6 wait v bad raha hai.

aap kuch upaye bata sakti hai.

om said...

Narayan Hari,

Didi aap vishwas rakhe..ve prayog kare .. pet saf n aana, masik ki taklif, pregrancy adi sari stri samabandhi taklif isse dur hoti hai..aur weight badhna & gas problem ke liye is blog mai dusri tips hai...usse aap ko jaru labh hoga..
Bas just start it.

Narayan Hari

Mansi

om said...

Hari Om,

You can also contact Ashram Vaidya at 079-27505010/11

Om